Uska Dil-2
Ha Na janta tha k kab laut aya mera dil,
Shayd waqt k sath khoz hi diya usne apne malik ka dil.
Khush hua mai use dekhke,
But darr bi gaya k kahi phir se woh ho na jaye udas mujse,
Isliye Maine keh diya k ab tu rahega mere ked me,
Woh pucha, muje tu ked me rakhega to tu khush rahega?
Keh diya maine bi, agar tuje ked me na rakhugna,
To tu to hai bhola , pyara nirala, phir padh jayega kisi ki mohabbat me,
Aur reh jaunga mai bikarke is duniya me..
Mere Dil ne kaha mujse, Tu mera malik hai,
Jo chahe kar le mere sath,
Maine bi kiya apne aap ko pakka, aur READ MORE..
One Indian Girl
No comments:
Post a Comment